Kisko Bhooley Aur Kisko Yaad Karey
Sab Door Hain Itney Ki Ab Kya Karey
Waqt Lagtaa Hai Badalney Mein Kuch Cheejon Ko
Aur Kuch Cheejey Badalti Bhi Nahi
Badal Ley Khud Ko Teri Tamanna Jaisey
Tau Khud Ki Tasveer Ka Phir Kya Karey
Humein Aadat Hai Sab Dohraney Ki
Aur Tujhey Hum Se Rooth Janey Ki
Jab Koi Rooth Jaye Umr Bhar Ke Liye
Usko Koi Mananey Ke Liye Kya Karey
Jub Koi Mohabaat Ko Samjhney Lagey
Baazee Haar Aur Jeet Kee Ae Khuda
Jeet Kar Bhee Haar Ho Jismey Tau Phir
Aisee Bajee Jeet Ker Bhi Kyaa Karey
Jhakhm-E-Dil Ki Aadaat Ho Jub Kisisko
Jahar Ka Jaam Peetaa Ho Jo Bekhudi Ko
Jub Lutf Ho Us Dard Ko Badhaney Mein Bhi
Aisey Dard Ko Bhulaney Ke Liye Ab Kya Karey