Kisi Se Kare Kya Shikayat Ham, Ye To Apna-2
Nasib Hai, Kisi Ko Mili Khushiya Dono Jahan
Ki To Kisi Ke Gam Hi Raqeeb Hai,
Hoti Jo Mohabbat Ki Lakir Mere Haath Me
To Shayad Wo Bewafa Na Hota, Wo Aaj Hai
Jo Badla Ye Bhi Mera Nasib Hai,
Kaash Ki Hota Haq Hame Khushiya Chunne
Ka, To Kasam Se Khuda Se Karke Dua Chun
Lete Usi Ko Jo Mere Dil Ke Karib Hai,
Chahe Beshak De Di Khuda Ne Sari Niyamate
Mujhe, Par Aaj Bhi Dil Me Ek Kasak Hai, Hai
Dulat Sari Magar Ham Dil Se Garib Hai,
Aksar Ajnabi Se Mohabbat Ho Jati Hai, Par
Hamesha Ye Judai Beech Aa Jati Hai, Ye Milna
Bichdna Do Dilwalo Ka Bada Ajeeb Hai,
Pyar To Sab Karte Hai Magar, Apne Pyar
Ko Paa Lena Sabke Bass Me Nahi, Sach To
Ye Hai Jo Paa Le Apne Pyar Ko,
Wo Uss Khuda Ke Bhi Karib Hai-Â…
Wo Uss Khuda Ke Bhi Karib Hai