Kise Wakif Karaye Is Dard-E-Nihan Se
E Dil, Tere Marj Ka Ilaj Ham Laye Kaha Se
Kisi Ne Kaha Tu Marhoom-E-Tamanna Hai
Teri Tamannae Kisi Ko Dikhlaye Kaha Se
Chhupa Hua Dard Jis Dil Me Koi Tamanna Nahi
Bada Dilchasp Manjar Hai Inki Khamosi Ka
Chuppi Rakhi Hai Dekho Ijhar-E-Wafa Se
Is Tarah To Mera Dard La-Dawa Dikhta Hai
Is Dard Ka Mudava* Ham Laye Kaha Se Ilaj
Unke Kashid* Ne Puchha Jo Dil Ka Haal
Beikhtiyar Hi Ked Diya, Puchh Lo Hawa Se
Ijhar-E-Mohabbat To Nigaho Se Bayan Hota Hai
Unhe Likh Sake Wo Lafj Ham Laye Kaha Se
Sandesha Lane Wala
Ab Na Rahi Koi Aarju, Na Raha Intejar
Unke Ruthne Par Dil Tuta Hai Kuch Is A-Da Se
Bhula Jaye Sari Gustakhiyan To Bhi Aaj Uske
Roj-E-Nikah Me Jane Ki Himat Laye Kaha Se