Ki Jiska Naaz-E-Nasamjhi Hi Raha Hai Humsafar
Iss Zamaanay Kay Paimaanay Kisi Pagal Ki Nazar
Na Jaanay Kitnay Masihaa Sadaqat Kay Yahan Tanha Rahay
Na Jaanay Kitnay Sukraat Her Daur Main Ruswa Huay
Wo Paghambar-E-Sadaqat Sabhi
Nazar-E-Nadaan Zamaanaa Pehchanay Gayay Na Jaanay Gayay
Buss Reh Gayay Hifaazat-E-Qaid-E-Qutub
Aur Ab Tak Pukhta-Khyaali Kay Manzar
Gawan Kar Zehan-E-Aadmi Her Din Jashan Manaataa Hain.