Khushi Ka Kya Hai Bharosa
Kahan Bichar Jae
Rah-E-Hayat Mein Ghum Ko Bhi
Hum Safar Rakhna
Unse Bichre Hai Tho Mehsus
Huwa Hai Aa Dil
Kaise Khushbu Ki Tarah
Log Bikher Jaate Hai
Hum Se Hamare Chahne Wale
Bichard Gaya
Ab Unki Qurbaton Ke
Zamane Guzer Gaya
Bichard Ke Mujhe Tumne
Yeh Bhi Socha Hai
Adhura Chand Bhi Kitna
Udass Rehta Hai
Hum Se Rah-E-Hayat Mein
Bichra Jho Aik Shaks
Ankhen Bhi Us Ke Saath Hi
Jaise Bichard Gaya
Tujh Se Kya Bichre Ke Ankhen
Raiza Raiza Ho Gaye
Aaina Tute To Chehra Aur
Dhundla Dhundla Ho Gaya
Bichad Gaye Hai Kahan
Hum Safar Khuda Jane
Nakush Pa Bhi Nahi
Jurs Karwan Bhi Nahi