Khushi Aur Gham Ka Farq Nahin Ehsaas Ke Aansoon Mein
Aayeene Mein Saya Girta Hai To Bus Aks Hi Ke Naam Se
Dhoondte Phhirte Hain Ye Taweel Rastay Kis Ko
Har Sar Jakay Milti Nahin Shehra-E-Aam Se
Zindagi Maut Tak To Laya Phhir Saathh Chhor Diya
Dosti Ki Qadar To Bharti Hai Nazuk Muqaam Se
Ba-Khushi Mar Bhi Na Payein Jo Milay Ek Aur Hayaat
Mera Janaza Liye Jaate Hain Woh Jis Ihtimaam Se
Khud Apne Hi Tamasha Ban Jaye Bekhudi Mein
Beheyke Jo Dil Ke Dayre Teray Naam Se
Do Raate Bhi Jo Kate Main Tere Khayal Se
Aaj Woh Paal Bhi Ban Chuka Hain Bewafa Mujh Se
Mujhe Gunahgaar Bana Dena Bhi Shaan Hain Uski
Tauba Yeh Na Ab Kaam Subu-O-Jaam Se
Ek Banjara Se Thi Woh Hadsha Meri Jindegi Ka
Jo Rahe Gaya Aab Yeh Dastaan Dil-E-Kasish Se