Khaak Usko Pata Khuda Kya Hai
Jo Nahi Janta Wafa Kya Hai
Pyar Tera Nahi Mila Jisko
Zindagi Mein Usse Mila Kya Hai
Dil Na Bas Mein Raha Mera Mere
Dil Pe Jadoo Bata Kiya Kya Hai
Paas Kuch Bi Nahi Rahaa Mere
Pooch Math Pyar Main Luta Kya Hai
Jo Banaya Wahi Bani Hu Mai
Poochta Hai Ki Tum Bani Kya Hai