Kash Humare Pyar Ka Bandan Kabhi Na Tootta,
Kushiyon Ka Angan Yuh Humse Na Rootta,
Kabhi Tum Bhi Yakeen Dila Dete Apne Pyar Ka Kabhi,
To Zindagi Ke Haaton Wafa-E-Daman Na Chutta,
Saath Milta Tera To Zindagi Ka Safar Kat Hi Jata,
Aur Tanhayion Ka Alam Humara Chain Bhi Na Lutta,
Dil Ka Kasoor Hai Ke Aaj Bhi Tumse Wafa Karte Hai,
Warna Ek Bewafa Ko Aaj Khuda Ki Tara Kaun Poojta!