Karun Shikayat Kaise Mila Nahein Kuchh Mujhko
Shayad Yei Mukam Hii Mujhko Mukammal Tha.
Jitna Bhii Jiya Main To Tujhe Dekh Ke Jiya,
Ab Maut Kii Dehleej Pe Daman Tera Kareeb Nahein.
Gam Ke Saaye Main Rah Ke Gujari Thee Zindaagi,
Tujhko Ekk Najar Dekh Loon Aisa Mera Naseeb Nahein.
Mere Kadmon Main Ab Wo Raftaar Nahein Hai,
Saath Chalne Ko Mera Yaar Ab Taiyar Nahein Hain.
Jaroorat Thii Use Main Har Kadam Uske Saath Taha,
Par Ab Usda Kadam Mujhse Iksaar Nahein Hain.
Mera Har Mukam Pahle Uska Aashiyan Tha.
Meri Halat Se Ab Use Sarokar Nahein Hain.
Kuchh Lamhon Kaa Hashiya Ho Uski Zindaagi Se Manga
Wo Kehta Hai Ghar Hai Ye Merea Bazaar Nahein Hain.
Jis Bahar Main Usne Likha Afsana Apna
Ujadne Pe Uske Wo Sharmsaar Nahein Hai.