Karishmo Ke Gulam Hein Wo
Jo Umeed Kii Rah Pe Chalte Hein
Bewafaie Ka Taj Hein Wo
Jo Doosron Ke Karm Pe Chalte Hein
Khudgarzi Kaa Roop Hein Wo
Jo Kamzori Ko Apna Haq Samj Te Hein
Gareebii Ki Pehchan Hein Wo
Jo Meher-Baaniyon Ko Apna Wajood Samj Te Hein
Naa’raazgi Mei ƒÅ baarat Karte Hein Wo
Jo Jazbaati Raaston Pe Chot Khate Hein
Kaahil Ki Rah Karte Hein Wo
Jo Sapno Ke Nukad Pe Bet-Te Hein
Sukhe Paton Ke Mehirban Hein Wo
Jo Kabiidah Mei Mast Hona Cha Hein
BaƒÂ±jar Pani Ke Karzdar Hein Wo
Jo Aansuyon Mei Dubna Cha Hein