Kam Naseebi Meri Mujh Pe Hansti Rahi Ta Omar
Main Sab Se Kiye Kinara Raha Safar Main Ta Omar
Junun Tha Ya Markaz Tha Ya Visaal E Jahan Tha Woh
Jo Bhi Tha Bas Wahi Aik Gunah Sila Kia Mian Ne
Mujh Ko Ahwal Mila Us Ka Us Ke Sawalon Main
Rahi Talaash Daur E Omar Talak Sach Ki Jin Ke Jawabon Main
Aik Aine Pe Kar Yakeen Main Ne Sab Kuch Us Ke Naam Kia
Omar -E- Tamam Guzar Gayi Saath Nibhana Jinhein Sikhane Main
Jin Ke Wajud Main Hi Wabasta Thi Kuch Jafa Jaise
Kar Diya Zaya Ham Ne Khud Ko Aik Wafa Un Se Pa Jane Main
Ab Bhi Shikwa Kare Ham Un Se To Bhala Kaise Kare
Zindagi War Di Hamn E Ishq Jin Ka Bas Aik Nibhane Main
Kabar Meri Talak Na Jaya Gaya Un Se Jahan
Haath Jin Ka Raha Ziada Kabar Tak Ham Ko Pahunchane Main