Kaisee Ye Aag Sulag Rahee Hai
Hindutaan Kee Jannat Jal Rahee Hai
Lagee Ye Kaise Aag Aaj Ghatee Me
N Maloom Kiskee Insaaniyta Jal Rahee Hai
Dikh Rhaa Hai Dhuaan Sa Udtaa Hooa Kahi
Jal Utha Wo Pyaaraa Sa Kashmeer To Nahi
Dekha Jo Manjar Tabaahee Kaa Hamne
Ruk Gayee Saans Wahee Ki Wahee
Ek Gaj Jamee Tak Nahi De Sake Wo
Hindustaa Ke Raham Pe Jee Rahe Hai Jo
Sar Pe Liye Haath Dushamno Ka Apne
Dag Sarjamee‚  Pe Laga Rahe Hai Wo
Kahsmeer Pe Hamne Khoye Veer Kayee
Aayaa The Cheen Bhee Kahkar Hame Bhayee
Kee Thee Koshish‚  Deshman Ne Kair Bar
Har Baar Usne Magar Muh Kee Hee Kayee
Ghush Ayaa Hai Dushamn Chup Kar Yahaa
Batwaare Kai Sailaab Lyaa Hai Yhaaa
Ham Ab Gumrah Ho Rahe Hai
Apne Hee Bayee Se Ham Lad Rahe Hai
Kah Laataa‚  Thaa Shaan Hindustaan Kee Jo
Apnee Jannt Ko Ham Hee Jalaa Rhea Hai..