Kahte Hain Jeene Ke Liye Koi Bahana Chahiye Hota Hain
Kya Zindagi Jee Nahi Jaati Kisi Bahane Ke Bina,
Tujhe Jeene Ka Har Ek Ka Apna Apna Andaaz Hai Yaha
Shayar Log Kahte Hain Tum Unki Jaan Ho Jahaan Hon
Unke Liye Tum Shayri Ho Jiski Koi Missal Nahi
Yaha Sirf Pyar Aur Muhbbat Palti Hain Nafrat Kabhi Nahi
Woh Kaun Taansen Tha Jiske Sangeet Ke Dhune Mein
Sari Waadiya Gunj Uthti Thi Aru Zoom Zoom Ke Lahrati Thi, Woh Shayar Tha
Baadalbhi Garajte Hain To Asmaan Naach Uthte Hain, Yeh Ek Misal Hai
Woh Sare Alam Ko Apne Pyarmein Yuhi Bhigo Lete Hain
Kal Main Tujhse Bichad Jaoonga Dinke Roshni Se
Andheromein Milta Rahoonga,
Dar Hain Sitaron Ka Aur Chaandki Roshnika
Sochta Hu Main Aksar Yaha Phirbhi,
Aye Zindagi Tujhe Koyi Jee Rahan Hain Yaha
Aya Waqt Gujarne Ke Liye, To Koi Do Waqt Ke Roti Ke Liye