Kahi Door Ek Meri Bhi Mazaar Hai
Par Mujhe Aaj Bhi Apni Mout Ka Intzaar Hai
Kyo Jalta Hu Main Parwane Ki Tarah …
Na Main Parwana Hu Aur Na Hi Mujhe Shamaa Se Pyaar Hai

Jee Raha Hu Is Tarah Ki Mout Ko Taras Raha Hu…
Shayad Abhi Bhi Jindagi Ka Koi Karz Udhaar Hai
Is Beed Bhare Shahar Main Itni Tanhayi Kyo Hai…
Har Taraf Jese Koi Dhoond Raha Shikaar Hai
Yeh Jindagi Jese Koi Koufnaaf Hathyaar Hai
Par Phir Bhi Mujhe Apni Mout Ka Intzaar Hai
Kahi Door Ek Meri Bhi Mazaar Hai
Par Mujhe Aaj Bhi Apni Mout Ka Intzaar Hai ……
Par Mujhe Aaj Bhi Apni Mout Ka Intzaar Hai