Kahe To Kyaa Kahe, Likhe To Kyaa Likhe Basr
Wo Jo Ham Se Kiyaa Hai Hamaare Yar Ne.
Bachegaa Kaun Tum Se, Tu Qatil Or Teri Qatil Nazar
Haya Woh Karega Nawaaza Hai Jise Ilaahi Anwar Ne
Tu Hasin Bahut Thikana Tera Meri Palko.N Par
Lekin Ghaafil Kiya Tujh Ko Tere Bad-Kirdaar Ne.
Gharoor Na Kar Apne Rang-E-Husn-O-Naz Par
Insan Hai Banaaya Tujhe Parvar Digaar Ne.
Jab Shaan-E-Jahangiri Mit Gayi Ulfat Par
Beghar Ho Gayaa, Bahein Tham Li Talwar Ne.
Ibn-E-Yasin’ Aaya Thha Milne Ko Tere, Tujhe Dekh Kar
Mar Gayaa, Mara Use Lage Teer-E-Dil Ke Paar Ne.