Kabhi Kabhi Sochti Hoon Ke Log Kehte Hain Koi Apna Hain.
Par Hum Yakeen Ke Saath Kehsakti Hoon Ke Koi Apna Nahi Hain.
Koi Kehte Hain Ke Apne Dil Kee Kuchh Batein
Ko Dil Mein Rekhne Vajae Kidostun Ke Saath Baatlun.
To Dil Kae Gum Zara Kam Hojatae Hain.
Aray Waqt Aanae Par Apnun Ne Hii Doka Desaktae Hain
To Gairun Kae Upar Yakeen Kaisae Karsakti Hun.
Kabhi Kabhi Sochti Hun Kae Akelae Hii Tanhaai Mein Rehne Sab Se Achi Baat Hai.
Phir Kabhi Kabhi Sochti Hun Kae Jab Gamun Kae Saath
Bahut Taklif Hotae Hai To Koi Apna Ho.
Kabhi Kabhi Sochti Hun Kae Jab Tanhaai Mehsuus Karrahi Hun
To Kisi Aur Ke Kandae Mein Apna Cherae Rekh Kar Ji Bhar Kae Rodo.
Phir Kabhi Kabhi Sochti Hun Kae Koi Hamae Har Gum Aur Kushi Mae Saath Dae.
Kabhi Kabhi Sochti Hun Kae Koi Apnae Bhi Jab Sukh Mae Hai To Saath Detae Hai
Gum Mein Dubahuae Ho To Paas Apna Koi Nazar Nahi Aati
Kabhi Kabhi Sochti Hun Kae Sab Sae Duur Chalae Jao
Jaha Wahae Jo Ek Baar Chalae Jayae To Laut Kar Wapas Naa Yaae
Kabhi Kabhi Sochti Hun
Kabhi Sochti Hun
Kabhi Kabhi Sochti Hun