Kab Se Ansoon Bah-Rahen Hein,
Ke Aankhein Bhi Saath Dena Bhul Gaye
Kab Se Khamosh Hoon Mein,
Ke Lafz Bhii Saath Dena Bhul Gaye
(Lafz = Words)
Kab Se Farz Adaa Kar-Raha-Hoon,
Ke Bojh Bhi Saath Dena Bhul Gaye
Kab Se Umeed Kar-Raha-Hoon,
Ke Saahas Bhi Saath Dena Bhul Gaye
(Farz = Duties Of Life), (Bojh = Pressure),
(Umeed = Wishing), (Saahas = Courage)
Kab Se Darkhaast Kar-Raha-Hoon,
Ke Kazi Bhi Saath Dena Bhul Gaye
Kab Se Dua Mang-Raha-Hoon,
Ke Pujari Bhi Saath Dena Bhul Gaye
(Darkhaast = Request), (Kazi = Judge), (Pujari = Priest)
Kab Se Pathar Ban-Gaya-Hoon,
Ke Ehsaas Karna Bhi Bhul Gaye
Kab Se Ajazi Ban-Gaya-Hoon,
Ke Shukar Guzaar Hona Bhi Bhul Gaye
(Ehsaas = Feel), (Ajazi = Humble),
Kab Se Duniya Ki Aman Cha-Raha-Hoon,
Ke Azaadi Ke Liye Larhna Bhi Bhul Gaye
Kab Se Insaniyat Ke Liye Barkat Mang-Raha-Hoon,
Ke Ibaadat Karna Bhi Bhul Gaye.
(Aman = Peace), (Insaniyat = Humanity),
(Barkat = Blessing), (Ibaadat = Pray)