Kaash Hume Wo Milte To Lagtaa Ki Zindagi Mill Gayi
Lagta Hain Khushiya Le Kar Gham Dekar Chali Gayi
Wo Kaise Aai Aur Kanha Chali Gayi Meri Zindagi Se
Saari Khushiyaa Usko Di Koi Gam Na Diya Kanhaa Kami Si Reh Gayi
Kaash Mujhe Pata Chalta Kyun Chale Gaye Door Humse
Bewafaa Na Wo Thi Na Main Phir Kyun Pher Liya Muh Humse
Jaan Mangti To De Deta Par Wo To Zinda Hi Maar Gayi
Kaash Jaan Pate Kis Baat Ka Badla Liya Hai Is Tarah Humse