Jugnu Bhee Reh Reh Ker Jamee Ke Chaand Ki Yaad Dilate Rahe
Meri Tanhaiyo Ke Saaye Bhee Reh Rehker Mujhe Jalaate Rahe
Wo Nazaren Jo Kaheen Na Ho Ker Bhee Her Soo Dikhayi Di
Humse Dur Jaati Rahi Or Hum Ussko Kareeb Bulate Rahe
Shayar Kehta Hai Ki Wo Bedaaq Nahi Hai
Ek Karz Hai Jo Abhee Chuka Nahi Hai
Saanso Ka Silsila Abhee Ruka Nahi Hai
Teri Aisee Judaai Mein Bhee Koi Mazaa Nahi Hai
Tu Gaya Hai Yun Ke Gaya Nahi Hai
Ek Baat Hai Jo Labh Per Thami Hui Hai
Sir Kat To Gaya Per Jhuka Nahi Hai
Karan-‘ Marr To Gaya Per Marra Nahi Hai
Aaj Bhee Teri Yaad Ke Siwa Kuch Aaya Nahi Hai
Meri Zindgi Ka Ye Dastor Koi Naya Nahi Hai
Tanhai Ke Saaye Mein Khudh Se Mulaqaat
Yun Kati Ishq Mein Ek Shayar Ki Raat
Kuch Gazalon Ke Jaam, Kuch Nazmo Ka Saath
Yun Kati Ishq Mein Ek Shayar Ki Raat