Joo Mujh Sa Poocha Hain Aaj Tum Ne
Ki Main Tumhra Hon Kya Yeh Batao ?
To Kudh He Socho Tum Aik Paal Ko
Bhalaa Ma Kaisey Tumhein Bataon
Hain Tum Say Maira Wo He Taluk
Jo Apney Saye Sa Hain Shajaar Ka
Wo He Jo Kursheed Sa Kamar Ka
Gullooon Sa Hota Hain Jo Mehaak Ka
Kisee Ke Ankhon Ka Masst Doroon Sa
Uss K Mehboob Ke Jalaak Ka
Ma Hon Badan To Tum Us Ke Jaan Ho
Bahaar Mosaam Ke Tarjumaan Ho
Lahoo Ke Soraat Mairee Ragoon Ma
Har Aik Lamhain Rawaan Dawaan Ho
Namaaz Hon Ma To Tum Azaan Ho
Makeen Hon Ma To Tum Makaan Ho
Zamien Hon Ma To Tum Asmaan Ho
Wohee Taluk Hain Tum Sa Maira
Jo Dil Sa Hotaa Hain Darkhnoon Ka
Khumaar Sa Hain Mah Kashoon Ka
Jo Shairoon Sa Hain Shairee Ka
Jo Husaan Waloon Sa Hain Dil Jalon Ka
Jo Rastoon Sa Hain Manziloon Ka
Jo Manziloon Sa Hain Rehbaroon Ka
Azaaal Sa Darthee Sa Parbatoon Ka
Jo Bagbaan Sa &Nbsp;hain Kisee Zamein Ka
Wohee Jo Chanda Sa Hain Kiran Ka
Jo Barsihoon Ka Zamien Sa Hain
Ibatdaton Ka Jabien Sa Hain
Wohe Taluk &Nbsp;azaal Sa Apney Bhe Darmyan Hain
Batao Janaan Hain Itna Kafee
Ka Or Kch Bhee Tumhein Bataon
Tum Baharon Ke Dilkashe Ho
Tum To Ankhoon Ke Roshne Ho
Jo Sach Kahon Tum Maire Kushe Ho
Tumhein Ujalaa Tumhein Sabaa Ho
Tum Arzoo Ho Tumhein Wafaa Ho
Tamaam Jazboon Ke Intaha Ho
To Qun Na Tum Pa Ya Dil Fida Ho
Batao Janaa Hain Itnaa Kafee
Ka Or Kuch Bhee Tumhein Bataon
Maira Tum Sa Wo He Hain Rishtaa
Malaikaa Sa Jo Bandagee Ka
Jo Marney Wala Sa Zindage Ka
Sumandroon Ka Jo Seeip Sa Hain
Wohe Jo Ankhoon Ka Deeip Sa Hain
Batao Janaaan Hain Itna Kafee
Ka Or Kuch Bhe Tumhein Bataon
Jo Ho Sakey To Khaynaal Rakhnaa
Maire Wafaien Sambhaal Rakhna