Jo Rog Isme Naa Thaa ye Chaand Laga Baitha Hain
Apni Ummeed Se Ekk Chot Wo Kha Baitha Hain,
Kuchh Iss Kadar Barhi Ye Tang-Dili Uski
Sabko Ye Duur Se Salaam Kiye Baitha Hain,
Meri Umeed Bas -Ë—is-‘ Umeed Pe Tham Jaati Hain
Koi Bhi Doosri‚  ummeed Naa Ban Paati Hain-Â…
Uske Feile Se Samandar Mein Bas Wo Meen Rahe..
Ik Isi Chaah Me Wo Sab haraam Kiye Baitha Hai,
Shaam Hone Ko Hain Tum Apna Thikaana Dhoondo
Meri Ummeed Ko Tum Aadat Naa Banaao Ey Dil,
Iski Aawaargi Us Chehre Pe Tham Jaati Hai
Jiski Khaatir Ye Khudko Badnaam Kiye Baitha Hai,
Hai Apni Raushni Har Ekk Ko Beshaq Ey Dil
Per Koi Dil Naa Lagaaye Yahi Guzaarish Hain,
Main Nikalta Hoon Kyonki Wo Mujhe Bulata Hain
Warna Ye Chaand To Kabse. Shaam Kiye Baitha Hain