Jo Nadaan The To Kushi Kaneez Thi Dar Ki
Aj Cha Hain To Ghum Daaman Phiroti Hai
Aarz-E-Shad Main Reh Kar Bhi Nashad Rahe Wo
Shana-E-Mayoosi Pe His Ki Umeed Soti Hai
Aass Aisi Bhi Jo Ke Chehra Zard Padh Jaye
Niyat Na Ho To Shamma Bhi Tareek Hoti Hai
Zakhm-E-Jigar Bhi Padh Jati Hai Taza
Jab Kudrat Din Ko Shab Main Bhigoti Hai
Ek Mera Mehbob Hi Tujh Se Mera Na Ban Saka
Warna To Harf-E-Kun Bhi Khud Main Jahaan Samoti Hai
Aj Kyun Tanhiyoon Main Ghum Ho Wajaye Ruswai Bhi Tum Ho
Hamari Aankh Behti Thi Tumhari Zuban Roti Hai
Khod Ko Roka Hai To Apni Yadoon Ko Bhi Rook Zara
Ye Kyun Mujhe Sehra-E-Ashk Main Duboti Hai
Hum On Chand Kush Naseeb Logoon Main Hain Shamil
Ke Jin Ki Kismat Bhi Apne Kismat Pe Roti Hai
Tere Ghum Ke Shiddat Ki Jo Intiha Hai Faraz
Kasida-E-Saqib Ki Ibtida Waheen Se Hoti Hai