Ji Raha Hu Jindagi Ko Main Lufat Uthaa Ke
Jala Raha Hu Duniyaa Ko Main Gaamo Me Muskuraa Kee
Jo Tor Gaya Dil Woo Bhi To Koi Aapnaa Hi Thaa
Rakhaa Hai Uska Buut, Ussi Dil Me Sajaa Kee
Waadain Wafawoo Ka Ek Khel Thaa Mohabbat
Wo Jitee Waadain Tor Kee, Hum Haare Nibhaa Nibhaa Kee
Aaye Hai Der Pee Khudaa Kee, Sajde Ke Liyee
Khair Mangtee Hai Yaar Ki Sajde Main Sar Jukaa Kee
Jab Dil Main Mere Uuthey, E Mehboob, Ranjish Sii
Likh Kar Teraa Naam Phir, Khush Ho Jata Hu Mitaa Kee
Thi Hasraat Kee Roshan Rahu Main Ek Diyee Ke Jese
Par Kar Diyaa Kyoun Aandhera Tunee Muje Bujhaa Kee
Jiski Mehak Se Roshan Thaa Aalam Saraa
Dam Tor Diyaa Us Gulaab Ne Pujaa Ki Thaali Main Ja Kee
Hai Reet Aajab Duniyaa Ki Kee Mohaabat Kaa Katal Kar Kee
‘Amar’ Keh Kee Rakh Dete Hai Phir Kitaaboo Main Sajaa Ke