Jeewan Kya Hain_chalta Phirta Ekk Khilona Hai
Do Aankhoon Mein Ekk Se Hansna Ekk Se Rona Hai
Jeevan Keya Hain Chalta Phirta Ek Khilona Hai
Jo Jii Chaahe_wo Mil Jaaye_kab Aisa Hota Hai
Harr Jeevan_jeevan Jeene Ka_samjhota Hota Hai
Ab Tak Jo Hota Aaya Hain_wohii Hona Hai
Jeevan Keya Hain Chalta Phirta Ek Khilona Hai
Do Aankhon Mein Ek Se Hansna Ek Se Rona Hai
Raat Andheri_bhor Sunehri_yehii Zamaana Hai
Harr Chadar Mein Sukh Ka Tana Dukh Ka Bana Hai
Aati Saans Ko Paana Jaati Saans Ko Khhona Hai
Jeewan Keya Hain Chalta Phirta Ekk Khilona Hai
Do Aankhoon Mein Ekk Se Hansna Ekk Se Rona Hai
Jeevan Keya Hain Chalta Phirta Ekk Khilona Hai
Do Chehron Se Jeena Bhii Kaisi Majbouri Hai
Jitna Jo Nazdik Hain Uss Se Utni Duri Hai
Phoulon Ke Sapne Lekar Kanton Pe Sona Hain
Jeewan Keya Hain Chalta Phirta Ekk Khilona Hain
Do Aankhoon Mein Ekk Se Hansna Ekk Se Rona Hai
Jeewan Keya Hain Chalta Phirta Ekk Khilona Hai
Dour Pahaadii Ke Peechhe Jab_suraj Dhalta Hain
Parchhaaii Jaisa Koii Saanson Mein Chalta Hain
Bhouli Bishri Yaadon Ko Ashqon Se Dhona Hai
Jeewan Keya Hain Chalta Phirta Ekk Khilona Hai
Do Aankhon Mein Ekk Se Hansna Ekk Se Rona Hai
Jeewan Keya Hain Chalta Phirta Ekk Khilona Hai