Jazba-E-Umid Se Mila Hain Dard Kaa Fasana
Kis Umid Per Kayam Hain Ab Ye Zamana
Tark-E-Bewafai Koi Seekhey Bhee Toh Tumse
Mushkil Hain Itna Kya Wafayein Nibhana
Lutf Se Pee Raha Tha Alam Khushiyo Ke Jaam
Humne Jab Chaha Peena To Tuta Har Paimana
Hausla-E-Dil Se Hum Nigahein Mila Bhii Lete
Kya Khub Aata Tha Magar Unhe Nigaahein Churana
Fir Usi Rehguzar Per Laayi Hain Yaadein Deep
Fir Tarsa Hain Kisike Liye Kisika Ashiyaana