Jao Jakar Koi Batao Uss Jalim Ko,
Koi Uski Yaad Mein Pal-Pal Mar Raha Hai,
Kehdena Jakar Use Koi Uski Gam-E Judai
Mein Jal Raha Hai,
Pata Hai Mujhe Use In Baatton Se Koi
Faraq To Nahi Padega
Jao Jakar Batao Uss Jalim Ko
Par Phir Bhi Bata Dena Use Koi Aankhein
Bhar-Bhar Ke Uske Liya Ro Raha Hai,
Kehna Usse Aakar Dekhe Ek Baar Koi Use
Paane Ke Liya Saari Zindagi Kho Raha Hai
Jao Jakar Batao Uss Jalim Ko
Na Aaye Chahe Wo Zindagi Bhar Ke Liye,
Ek Baar Dekh To Le Ki Mere Saath Ho Kya
Raha Hai,
Mana Uski Khushiyon Ka Mouka Hai Par
Ek Baar Mud Dekhe To Sahi Mere Saath
Kar Raha Wo Kis Baat Ke Liye Dhokha Hai,
Jao Jakar Batao Uss Jalim Ko
Sab Rishte Wo Badi Shiddat Se Nibhata Hai,
To Phir Kyun Mere Saath Hi Kar Raha Dhokha Hai,
Bata Dena Ye Bhi Ja Ke Use Ham Ne Bhi Thaan
Liya Hai Ye Dil Mein,
Jao Jakar Batao Uss Jalim Ko
Ki Uske Bina Hame Is Bedard Zindagi Ka
Kya Karna Hai,
Hame To Bass Chah Thi Use Paane Ki,
Agar Wo Ho Gaya Hai Bewafa To Hame Bhi
Bas Aab Uss Khuda Ke Ghar Mein Chalna Hai.