Jab Bhi Khuda Se Apne Liye Kuch Maanga
Tanhaiya Hi Mili Ham Ye Soch Kar
Shukrguzar Kiye Khuda K Dar Par
Ki Ab Hamari Baichainiyo Ko Sakoon Ki Panaah Mil
Magar Badnaseeb Dil-E-Gulista.N Me Gul Nahi Khilte..
Fir Na Jaane Kyu Jhuti Umeedo Me Hamri Rooh U Gaafil Firi
Kuchh Mil Gaya Ki Murad Me Jab Bhi Apni Jholi Tatoli
To Paaya Naye Jakhmo Ki Ek Aur Bisaat Mili
Jab B Khuda Se Apne Liye Kuchh Manga Tanhaiya Hi Mili…
Uff Ye Bakasi Ka Aalam Uff Ye Naakamiyo Ke Manzer
Uff Ye Jhuti Khushiyo Ki Chaah Me
Nikalte Aansu.Uff Ye ‘Gam-E-Lashkar’ Ki Haalat
Diwaro Se Takra Kar Sif Fod Le
Ya ‘Ya Khuda’ Ab To Maut Mile