Iss Kadar Roshan hua Jahan mera ki
Dil ko jalakr phir Ashkon se bujhaye jate hain
Kaisi kashmakash mein hai ye Aasma
Suraj ko Saagar se nikal phir ussi mein dooboye jate hain

Abb unn se na Mohabbat hai na Dosti
Jaise Panchhi Pinjra Tod udde jate hain
Shaab bhar chamakta hai Chaand Falak pe shaan se
Subah aate hi Sitare bhi muh Mod jate hain
Koi kya kisi ka Saath dega yahan -Ë—Roop-‘
Jara Dard ho toh Aansso bhi Saath **** jate hain