Iss Duniya Ki Bheerh Mein Kho Gayi Hoon
Meri Muskurahat Isse Be-Dard Zindagi Mein Kho Gayi Hoon
Na Jaane Kaunsi Manzil Dhoondh Rahi Hoon
Na Jaane Kis Raaste Pe Chalne Laghi Hoon
Pohrani Yaadoin Ke Sahare Jeeye Ja Rahi Hoon
Usse Haasi Ko Maine Dhoond Rahi Hoon
Jazbaat Hain Lekin Lafz Dhoond Rahi Hoon
Dhadkhan Hai Magar Dil Dhhond Rahi Hoon
Ansu Hain Maghar Nighayein Milane Ke Liye Dhoond Rahi Hoon
Ansu Ko Anmol Moti Samajhti Hoon
Hont Hai Lekin Woh Muskurahat Nahi
Labh Hain Lekin Woh Muskan Nahi
Ankhein Hai Lekin Woh Nazara Nahi
Muskurahat Meri Isse Bheerh Mein Kho Gayi Hai
Isse Be Rukhi Si Duniya Mein Anjani Kho Rahi Hai
Na Jaane Kis Bheerh Mein Anjani Anjan Ho Gayi Hai