Isharat-E-Raafta Yaad Farma Gaya Koyi
Surkh Labon Pe Tabassum Saja Gaya Koyi
Past Joys
Gham-E-Dariya Mein Thhe Garq Kabse
Humse Be-Wajah Dil Laga Gaya Koyi
Saaf Zahir Thaa Nigahon Se, Marna Apna
Lab-E-Khamosh Se Bhi Kehlavaa Gaya Koyi
Inteha-E-*Shauq Mein Daal Nazar Humpe
Khud Hee Mein Simatna Batlaa Gaya Koyi
Desire
Izahar-E-Haqiqat Aayaan Lab-O-Rukhsaar
*Zer-E-Lab Se *Raghbaat Jo Badha Gaya Koyi
Whisper
Liking
Hua Kya Jo Kar Diya Tumne Gunaah-E-Adam
Ho Maehz Insaan *Talabgaar, Samjhaa Gaya Koyi
Needy
Rahi Hogi Jaaez *Wazaeh-Ehtiyaat Unki, Ki
Jaan Se, Jaane-E-Tassavvur Bana Gaya Koyi
Apparent Precaution
Go Thhe Tashna-Lab, Aur Deedar Ki Bhi Hasrat,
*Zabt-E-Junoon Se Daman-E-Dil Bachaa Gaya Koyi
Self Control
Ba Khuda Uske *Niyaaz-E-Ishq Ki Kasam,
Khud Lut Ke, -Ë—paras-‘ Ko Bhi Dubaa Gaya Koyi