Is Pyaar Ke Ilawa Yeh Dil Kuch Nahi Kerta Hai
Na Janay Kiun Jeeta Hai Kiun Humain Marta Hai
Damaag Ki Ghanti Baja Baja Ker
Poori Body Main Pain Kerwata Hai
Saray Lafray Yahi Kerata Hai
Maar Khanay Ke Liye Chorr Deta Hai
Dharakta Bhee Hai Churrata Bhee Hai
Rulata Bhee Hai Hunsata Bhee Hai
Ibadat Bhee Yahi Kerta Hai
Phir Bhe To Iss Dil Ki Baat Kerta Hai
Dard Jub Is Seenay Main Hota Hai
To Sirf Is Dil Ka Hee Sahara Hota Hai
Aainay Ke Samnay Aaker Hee Apun
Chaker Kha Ker Gir Jata Hai
Khud Ki Jaga Us Ka Foto Nazar Aata Hai
Muhabat Naam Ki Bimari Ka
Ilaaj Bhi Nahi Hota Hai
Is Ke Liye Koi Pre-Love-Etrance-Exam
Mere Ko Pyar Ho Gaya Hai
Kabhi Pyar Kernay Walo Se Poucho
Ke Yeh Pyar Hota Kya Hai
Pyar Ki Ko Zaban Nahi Hai
Is Se Acha Aur Koi Kaam Bhi Nahi Hai
Pyar Ka Koi Naam Nahi Hai
Yeh Nahi To Kuch Nahi Hai
Is Ke Bager Jeenay Ki Chaah Nahi Hai
Is Se Acha Koi Kaam Nahi Hai