Is Ghalib Se Khushboo Lekar, Khud Ko Phool Kehte Ho,
Phool To Najuk Hote Hain, Kyon Galat Fahmi Mein Rehte Ho
Is Ghalib Se Pyar Sikhkar, Khud Ko Farishta Kehte Ho,
Pyar To Komal Dil Ki Nishani Hai, Kyon Pyar Ko Badnam Karte Ho
Is Ghalib Se Chandani Lekar, Khud Ko Chand Kehte Ho,
Chand To Aman-Shanti Ka Prateek Hai, Kyon Itne Bade Khawab Dekhte Ho
Is Ghalib Se Insaniyat Sikhkar, Wafa Ki Baatein Karte Ho,
Insaniyat To Insaan Mein Hoti Hai, Kyon Khud Ko Dhokhe Mein Rakhte Ho
Is Ghalib Ke Ehsano Ka Yeh Sila Diya,
Aakhir Kyon Maine Tujhse Pyar Kiya