Inhi Patharon Par Chalkar Aa Sako Toh Aao
Humare Ghar Ke Raste Koi Kahkahsan Nahin.
Dhoondta Phirta Hoon Main Logon Main Shabat Uski
Ke Woh Khwab Main Bhi Lagti Hain Khwab Jaisey
Zaruri Toh Nahin Ke Batayen Labon Se Dastan Aapni
Zaban Eik Aur Bhi Hoti Hain Izhaar Ki
Chehre Par Banawat Ka Ghusa
Aankhon Se Chalkta Pyar Bhi Hain
Iss Shauk-E-Ada Ko Kya Kahen
Inkar Bhi Hain Aur Iqraar Bhi
Yeh Zaruri Hee Nahin Har Shaks Masiha Hee Hoo
Pyar Ke Zakhm Amanat Hain Dikhaya Na Karo
Hamse Karey Woh Pyar
Izhar Kisi Aur Se Karey
Khuda Karey Jisey Karey Woh Izhar
Woh Bhi Pyar Kisi Aur Se Karey.