Imtehaa Liziye Jaane Jaa Lijiye
Sar-E-Paa Lijiye, Aazmaa Lijiye
Ye Tasawur Humare Dilon Ka Nahi
Ye To Ajdaad Hai, Ishq Ki Saugaat Hai
Ek Nagma Hai Dono Ke Dil Se Juda
Chaahe Sun Lijiye Ya Sunaa Lijiye
Imtehaa Liziye, Jaane Jaa Lijiye
Sar-E-Paa–Sir Se Pairon Tak
Tasawur–Imagination
Ajdaad–Anchestor’s Property
Ye Muhobbat Ka Dastur Kab Se Raha
Ishq Badhta Raha, Surur Chadhta Raha
Ishq Paimane Mein Dard Deta Raha
Aap Dard Lijiye Phir Mazaa Lijiye
Imtehaa Lijiye,Jaane Jaa Lijiye
Ek Nur Hai Kaayam Jo Hai Aapka
Mere Chehre Pe Chehra Chadha Aapka
Ek Tasvir Mukammal Ko Pehchaaniye
Jabmujhe Dekhiye,Aaina Lijiye
Imtehaa Lijiye ,Jaane Jaa Lijiye
Humari Jannat Bhee Hai Aapke Jaano Per
Aap Mohabbat Hai Aap Hi Ibadat Bhee Hain
Bass Itni Inayat Hi Humpe Karen
Jab Hume Dekhiye ,Muskura Lijiye
Imtehaa Lijiye,Jaane Jaa Lijiye
Khud-B-Khud Aap Humper Taras Khayenge
Aap Bhee Phir Deewane Se Bann Jaayenge
Aankhon Me Aankhen Meri Daaliye
Phir Jara Mere Dil Ki Hawaa Lijiye
Imtehaa Lijiye,Jaane Jaa Lijiye
Maykhano Ki Na Yaad Aaya Kare
Aap Nazron Se Humko Pilaya Karen
Kamjor Dil Hai Karan Ye Samajh Lijiye
Saath Chodenge Na Ye Juba Dijiye
Imteha Lijiye,Jaane Jaa Lijiye