Humne Apne Vade Kuch Is Tarah Nibhaye Hain,
Zkham Se Baha Lahu Fir Bhi Muskurayen Hain
Unhe Junun Apna Karz Chukane Ka
Apni Khushi Apna Wajud Mitane Ka
Hamain Bhi Shauq Mohabbat Aazmane Ka,
In Hi Haathon Se Unki Sej Sajayen-Hain,
Zakham Se Baha Lahu Fir Bhi Muskurayen Hain
Guzarish Unki Aankhe Nam Na Ho Maine
Diye Jo Vada To Na Uff Karenge Kabhi
Ashkon Ke Dariyon Ko Tham Lenghe Yahi
Kosish Mai Mere Hoton Ne Kitne Ghav Khayen Hain
Zakhm Se Baha Lahu Fir Bhi Muskurayen Hain.
Dua Hai Ki Ab Zindagi Mai Koi Majburi Na Ho
Jise Tum Milo Su Se Ab Koi Duri Na Ho
Mere Tarah Uski Kismat Adhuri Na Ho
Shaakh Se Gir Kar Kai Phool Murjhayen Hain
Zakhm Se Baha Lahu Fir Bhi Muskurayen Hain.