Humko Hai Ranj Ki Hum Unko Kabhi Paa Naa Sake.
Unko Hai Dard Ki Juda Ho Kar Bhi Hum Pass Aa Na Sake.
Aakhiri Lwz Jo Hum Otho Pe Laa Ke Reh Se Gaye.
Is Juba Ke Dhokhe Ko Hum Unhe Batla Naa Sake.
Humko Hai Ye Yaki Ki Unki Nazar Kuch Kehti Reh Gayi.
Bus Nazar Ki Baat Ko Nazro Se Hum Jata Naa Sake.
Jub Bhi Gustakhiya Karte The Hum To Wo Muskurate The.
Wo Akhiri Gustakhi Hum Unhe Samjha Naa Sake.
Hur Naye Gul Ke Khilne Pe Wo Nayi Gazale Kehte.
Sukhte Shakh Pe Gul Ka Naa Khilna Hum Unhe Batla Naa Sake.
Wo Bhigi‚  Raat Wo Bhiga Badang@dupate Ka Sarukna.
Wo‚  Mausam Ki Najakhat Ko Hum Unhe Dikhla Naa Sake.
Unke Chune Se Jo Hoti Thi Badan Ke Kurte Mai Silwate.
Un Silwato Ko Kurte Mai Hum Phir Se Laa Na Sake.
Khuda Ki Paakhiyat Hum Ma Hai Ye Unhe Bhi Hai Pata.
Khuda Ki Paakhiyat Ko Kadmo Mai Unke Hum Bicha Naa Sake,
Aye Marize “S@g@r” Ulfat Ki Raat Kub Khatm Hogi.
Yahi Ek Jukhm Hai Jisise Unhe Hum Mila Naa Sake