Hum Unhe Bhula Nahi Sakte Yaaro,
Koyi Kehdo Jaake Jara Usey O Yaaroo,
Vo Samajhte Hai Hum Unhe Chahtey Nahi Shayad,
Koyi Dil Ki Tarap Unhe Samajha Do Yaaro,
Hum Marr Jayainge Unke Bina,
Zindagi Ka Matlab Unhe Samjha Do Yaaro,
Dil Ki Baat Kahi Ab Dil Me Ne Reh Jaaye,
Ek Baar To Unko Bula Do Yaaroo,
Aayya Nahi Hai Chain Mujhe Aaj Tak,
Jaake Unhey Ye Batta Do Yaarroo,
Unsey Bichar Kar Jeete Nahi Aur Na Marte Hai Hum,
Silsila Kaisa Hai Ye Dekh Lo O Yaaroo,
Kaisi Ye Duniya Kaisi Iski Duniya Daari,
Hum Chah Kar Bhi Unhe Paa Nahi Sakte Yaaroo,
Insaaan Kya Hai Mitti Ka Khilona Shayad,
Mil Jaayainge Hum Bhi Mittii Me Ik Din Unhe Keh Do Yaaroo,
Darr Lagta Hai Sochkar Ki Agar Unhey Kabhi Raste Me Mil Gaye To,
Chup Rahaingey Ya Keh Dainge Dil Ki Har Batton Ko Yaaroo,
Kaisi Uljhan Me Aa Gaye Hai Hum Ki,
Chup Rahe To Sitam Hai Keh De To Sitam Hai Yaarroo,
Marr Gayi Aisi Hi To Chain Kabhi Na Aayega,
Hai Kaisa Sitam Hai Zindagi Ka Mujhe Ruswa Na Karo Yaaro,
Aankh Meri Nam Hai Aaj Dil Bhi Hai Udas Udas,
Ek Jhalak To Yaar Ki Dikha Do Yaarrooo,
Duniya Ne Has Kar Dewami Ka Naam Mujhe De Diya Hai,
Aaj Tum Hi Meri Kismat Sanwar Do Yaaroo,
Lagta Hai Ye Mera Ik Sapna Ya Khyaal Hai Par,
Mujhey Unsey Milwa Do Ek Ghari Ke Liye Yaaro,
Taras Gaye Hai Nain Ab To Dil Bhi Kehar Hai Dhane Laga,
Kuch To Much Par Reham Karo Mere Yaaro,
Bata Na Paungi Me Unhe Haal E Dil Apna,
Mera Kaarwa Tum Hi Suna Do Yaaro,
Ruswa Na Karo Mujhe Is Kadar Mujhsey,
Judayi Ka Sabab Na Do Mujhe Eh Yaaaroo,
Tarap Mere Dil Ki Unhe Bata Do Yaaro,
Unhe Me Bhula Nahi Sakte Unhe Bula Do Yaaroo