Hijar Ki Raat Kaa Kisi Isam Say Katna Muskil
Chaand Poora Hay To Phir Raat Kaa Katna Muskil
Mojha-E-Kawab Hay Woh, Uskay Tikhanay Maloom
Aab Gaya Hay To Yeh Samjhoo Kay Palatna Muskil
Jin Darahtoon Ki Jareein Dil Mein Uter Jaati Hein
Unka Andhi Ki Daranti Say Katna Muskil
Kuwat-E-Ghaam Hay Jo Is Terha Sambhalay Hay Mujhay
Warna Bikhroon Kisi Lamhay To Simatna Muskil
Is Say Miltay Hoay Chehray Bhi Nohat Honay Lagay
Shehar Kay Shehar Say Aik Saath Nimatna Muskil
Aab Kay Bhi Hoshoon Pay Kuch Naam Thay Pehlay Say Likhay
Aab Kay Bhi Fasal Kaa Dehkanoo Mein Batna Muskil