Hasratein Dil Ki Jo Samaz Paya
Khwab Mere Wo Sach Karne Aaya
Tamannao Ne Li Fir Ak Angdayi
Khudse Jyada Jis Par Yakeen Aaya
Ak Ajnabi Jo Ab Hi Mera Saya
Khushiya Hi Khushiya Jo Le Aaya
Tujko Pakar Mene Sab Paya
Bin Kahe Bhi Tu Sab Samaz Paya
Wo Ak Farishta Jo Dost Ban Ke Aaya
Mere Astitva Ko Muzme Jagaya
Shukra Guzar Hu Main Us Khuda Ki
Jisne -ŗNaaz- Ko -ŗBhavesh- Se Milaya