Har Taraf Tera Saya Hai Teri Perchaiyon Ne Chain Churaya Hai
Tanhaiyon Ne Mera Saath Nibhaya Hai
Aaj Fir In Aankhon Mein Ashkon Ka Sailab Aaya Hai
Dekhtein Hain Tu Kon Sa Gham Aapne Saath Laya Hai