Har Hurf Bhi Wohi Rahay Kitab-E- Mohabat Wohi Rahi
Bus Dast-E-Talab Badal Gay Ab Na Chahat Wohi Rahi
Janay Kin Rahon Mei Mujhay Wo Chor Gaya Sare Ristay Sabhi Toor Gaya
Ab Na Mera Humsafar Koi Raha, Par Musafat Wohi Rahi
Tere Nam Ka Diya Jalta Raha Jab Tak Moaj-E-Hawa Meri Dost Thi
Is Toofan Nay Sab Kuch Badal Diya, Na Meri Baat Ab Wohi Rahi
Tera Naam Tha Meray Naam Say Joda Log Naam Wohi Laytay Rahay
Kisi Ko Thi Kiya Khabar Na Ab Meri Shanakhat Wohi Rahi
Likhti Rahi Teri Wafain Tere Hi Chahatein
Mere Liy Nazarya Tera Badal Gaya Par Meri Mohabat Wohi Rahi