Har Ek Shakh Pay Ek Aashyaana Hai
Par Nahin Apne Dil Koi Thekana Hai
Khene Ko Mil Jaate Hain Duwein Aksr
Mukaddar Shayd Apna Baaghyana Hai
Sawalia Nishaan Ban Gaye Kismat Apni
Kia Kijye Bas Ghamon Ne Apne Pechana Hai
Wafa Dare Ki,Kasmein Tu Sab Hi Khaty Aye Hai
Na Jan Paya Koi Kisne Kab,Kahan,Kia Nibhana Hai
Kood Parha Hai Aatish O Numrod Main Eshq
Jiss Ki Thokar Pay Aaj Tak Yhe Zamana Hai
Gar Manzil Ke Do Gam Chalo Tu Samne Aajye’
Har Rahguzar Pe Khrah Hua Ek Dewana Hai
Mayssar Nahin Insaan Ko Bhi Kabhi Insaan Hona
Ba Zahir Milta Hua Dil,Ekdoje Ke Ley Begana Hai
Har Bamo Dar Pe Hasrato Yaas Ki Ek Tasver Majod
Bahar Niklo Tu Har Dar Ke Samne Ek Shamyana Hai
Mast O Dewana Kre Shabnami Ratoon Ki Phouaar
Kahye Thori Dur Aur Chalo Samne Hi Mehkahan Hai
Boht Khatin Hai Pur Soch Ki Rah Guzar Ay Neha
Kisse Dil Main Gahr Karlena, Jel Mainaag Lagna Hai