Hamari Nazar Aasman Ke Chand Par Thi
Magar Jheel Pe Dikhta Chand Ka Saaya Tak Apna Ho Na Saka
Hamari Nazar Us Hasina Par Thi,
Magar Zameen Par Dikhta Unka Saaya Tak Apna Ho Na Saka
Hamari Nazar Khusbudaar Phoolon Par Thi,
Magar Murjhaya Hua Phool Tak Apna Ho Na Saka
Hamari Nazar Ugde Suraj Par Thi,
Magar Jalta Diya Tak Apna Ho Na Saka