Haal-Edil Yaar Tak Nahi‚  Pahuncha;
K Mujrim Darbar Tukj Nahi Pahuncha.
Jakham Bher Bhi Gaya Ungli Jo Kaati Thi Maine;
Mager Khat Yaar Tuk Nahi Pahuncha.
Uski Ruswaai Ka Der Hi Irada Tod Deta Hai;
Mai Chaahker Bhi Dar-E-Yaar Tuk Nahi Pahuncha.
Jo Mere Sath Chala Banke Masheeha Mera;
Wo Madadgaar Tuk Nahin Pahuncha.
Chad Lehron Ka Fasla Hi Tay Karna Tha Mujhe;
Jaane Kyun Paar Tuk Nahi Pahuncha.
Parwaj To Chalti Rahi Taumra Mastghan;
Parinda Waam Tuk Nahin Pahuncha.