Gustakhiyan Woh Aise Karte Rahe Par
Hamara Unhein Maaf Karna Laazmi Tha Pyaar Jo Tha Unse
Har Tarah Unhein Apnana Laazmi Tha
Woh Jo Na Samjhe Is Baat Ko Un Kaha Main Thukhrana Laazmi Tha
Dil Ki Baat Dimaagh Jo Na Samjha To
Raasto Ka Alag Hona Laazmi Tha
Par Phir Bhi Har Baat Har Rishte Se Ziyada Chaha Tha Unko Dil Ka Hamara Toot Jaana Laazmi Tha
Yeh Dard Ab Jo Had Se Ziyada Badh Gaya To Hum Ne Unhein Bhool Jaana Chaha Par Hamare Dil Ke
Haathon Yun Bebas Hona Unhe Na Bhool Pana Laazmi Tha
Gustakhiyan Woh Aise Karte Rahe Par
Hamara Unhein Maaf Karna Laazmi Tha