Gumon Ki Raaton Me Aise Hi Hum Jaghte Rahe
Kabhi Duniya Se To Kabhi Khud Se Hum Baghte Rahe
Mudat Ke Baad Neend Se Mulakat Hogi Meri
Ke Kabar Me Aab So Chain Se Sona Hi To Hai
Sochte Hai Aab Ke Bohot Log Milte Hai Rah-E-Guzar Me
Par Sirf Ek Hi Shaks Bha Gaya Pehli Hi Nazar Me
Jante To Hai Ke Woh Humare Ho Nahin Sakhte
Phir Kyu Talab Hai Uski Jis Se Juda Hona Hi To Hai
Jazbaato Ka Is Duniya Me To Vyapaar Hota Hai
Mante Hai Hum‚  Jise Apna Dhokebaaz Who Yaar Bhi Hota Hai
Kyu Soch Rahi Hai Itna Bazar-E-Duniya Ke Bare Me
Tu Bhi To Yaha -ŗmeena- Ek Khilona Hi To Hai