Gila Auron Sai Kya Karen
Jabb Rabb Hi Bewafaa Nikla,
Samete Tha Jo Fool Samajh Kar,
Dekha Daaman To Har Phool Kanta Nikla,
Gam-E-Judai Mai Tapash Bohat Thi,
Phir Bhi Dard Ka Pahaarh Nahi Pighla,
Banaya Tha Ashiyana Jin Bahon Mai Kabhi,
Unhi Kandho Par Mari Hasrato Ka Janaza Nikala,
Chahne Sai Jahaan Mai Mout Bhi Milti Nahi,
Failaya Jiske Aage Daaman Wo Zindagi Ka Soudagar Nikalaa,
Socha Tha Duniya Mai Hum Hi Gamgeen Hain Magar,
Sunaya Jisko Bhi Haal-E-Dil Issi Safar Kaa Musaafir Nikla.