Fasley Is Tarhan Se Howe Apne Darmiyan, Kisi Ki Buri Nazar Lagi Ho Jese,
Mere Kareeb Thi Par Main Ossey Cho Na Saka, Wo Mujhsey Door Hogayi Ho Jese.
Kuch Is Tarhan Se Tham Gaye Hain Mere Shab Wo Roz, Subha, Wo Sham Kuch Is Tarhan,
Kay Aye Dost Meri Umar Wo Puri Zindadi Ek Jaga Tham Si Gayi Ho Jese.
Subha Ko Jaga Tu Main Bohat Khush Tha, Aur Sham Ko Sanam Ka Didar Ho Gaya,
Aj Aesa Lag Raha Hai Kay Is Nay Mera Didar Karne Ki Dua Ki Ho Jese.
Wohi Purana Dard Wo Ghum Mujh Ko Phir Se Shuru Honey Laga Hai Aye Waghit!,
Aesa Lag Raha Hai Kay Mere Jisam Se Meri Roh Is Ki Yaad Juda Karahi Ho Jese.
Hum Kisi Kay Kaam Na Asakey, Kabhi Kisi Ki Mushkil Hal Na Kar Sakey,
Bas Apni Is Nakami Se Ye Hota Hai Mehsoos,Kay Kisi Ghareeb Ki Baddua Lagi Ho Jese.
Jab Se Tu Mujhey Is Khar Bhari Rah Pay Chord Gaya Hai Akela Wo Tanha Aye Sanam!,
Tab Se Aesa Lagta Hai Kay Veerani Wo Dhondlai Meri Zaat Pay Fida Hogayi Ho Jese.
Khamosh Rakhey Apne Lab, Muskara Nahin Paya Main Tere Janey Kay Bayis Se,
Pas Kay Yon Hota Hai Mujhey Mehsoos Kay Meri Har Khushi Faqat Teri Khushi Main Chopi Ho Jese.
Issey Ghuman, Dil Wo Roh Se Bholaney Kay Siwa Koi Aur Chara Nahin Raha Hai “Haseeb”,
Ab Aesa Mehsoos Ho Raha Hai Kay Meri Hasti Ki Bhi Sitamgari, Pathardili Wo Bewafai Shuru Ho Gayi Ho Jese.

By Mirza Haseeb