Falsafa-E-Mohaabat Aakhir, Haasil Ho Gaya Humey-Â…..
Paa Hii Liye Use Haar Kar, Jo Duba Gaya Humey-Â….
Use Haasil Hai Qurbaton Kii Massarat Tamaam-Â…..
Shool-E-Ranj-E-Furqat Jo Chubha Gaya Humey-Â…-Â…
Ladkhadane Se Pehle Hii Thaama Karte The Use-Â….
Jaam-E-Gum Bhar Bhar Jo Peela Gaya Humey-Â…..
Ranga Karte Hain Zindaagi, Rang-E- Lahoo Se-Â….
Resham-E-Kafan Jo Thama Gaya Gaya Humey-Â…
Dair-O-Haram Ke Wo Aaj Bhi Parastar Hain-Â….
Raah-E-Kabristaan Jo Dikha Gaya Humey-Â….
Raatba-E-Ishq-E-Sanam Kutch Barqaraar Hai-Â….
Ikhtilaaf-E-Marasim Jo Samjha Gaya Humey-Â…..
Noor Kahan In Aankhon Mein Raha ^aman^-Â…..
Kya Kabhi Koi Itna Bhi Rula Gaya Humey