Ensan Bi To Asay Hi Badltay Hain Na
Jasay Mosam Badal Jatay Hian
Jasay Lamhay Badal Jatay Hain
Jasay Khawab Tot Jatay Hain

Jasay Haath Chot Jatay Hain
Jasay Setaray Tot Jatay Hain
Jasay Arman Lut Jatay Hain
Jasay Aassain Aur Umeedain Khatam Ho Jati Hain
Jasay Chand Ki Chandni Ko Suba Ka Noor Kha Jata Hai
Sub Kuch To Badal Jata Hai